Showing posts with label ya qadeer. Show all posts
Showing posts with label ya qadeer. Show all posts

Friday, October 14, 2011

BAD NEWS FOR PEER BHAIS


Assalamu Alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu

INNA LILLAHI WA INNA ILAIHI RAJIOON

Hazrat Ibrahim Shah Qadri Chishti Yamani Sajjade Nashin Halkatta Shareef ko Allah se bulava aaya aur aap 14 Oct 2011 ko duniya se parda farmaye

MECCA MASJID HYDERABAD MEIN Insha Allah 16 Oct 2011 Zohar mein NAMAZE JANAZA PADHNE KA ELAN HUA HAI.

Jazakallah


Har gaon har shaher me hai charcha Mere Qadeer ka"
"har khas o aam ban gaya sheda Qadeer ka"

"kalme ke noor ne unhe purnoor kardiya"
"hai choudhwi ka chand sarapa Qadeer ka"

"guzari hai zindagani tawaqqal par marhaba"
"zaahid bhi nahi jaanta taqwa Qadeer ka"

"woh khush nasib hai jinhe nisbat hai aap se"
"duniya me jin ke sar pe hai saya Qadeer ka"

"yaa rab meri nazar ko aaye nazar subho sham"
"surat atique shah ki aur jalwa Qadeer ka"

"dono jahan ki dolate kalme me jazb hai"
"kitna latiftar hai jumla Qadeer ka"

"naza bahot hai chahne wale huzur ke"
"ek tu hi nahi hai aashique o sheda Qadeer ka"

Saturday, May 3, 2008

Mohammad Badshah Qadri

Hazrat Khwaja Shaikh Mohammad Badshah Qadri-ul-Chishti Yamani Raichuri Rahmatullan Alayh (1903 (1324 Hijri) – 1978), was a Sufi saint of the Chisti order in India, known commonly as Badshah Quadri or Badesha Qadri, who preached universal brotherhood and peace.[1]

Badesha Quadri was born in Raichur, Karnataka, India, during Bakrid on 10th day of Dhul Hijja, on a Friday, to a sayyid family which originally came from Yemen.[1] His family trace their descent from Hasan ibn Ali, the first grandson of Muhammad.[1]

At an early age, Badesha Quadri became a disciple of his paternal uncle Shah Nabi Mohuiddeen Quadri, of the Chisti order, who was then a renowned Chisti elder. He later became a disciple of Karimullah Shah Qadri. Before Karimullah died, he passed the role of Pir[2], the leadership of the Qadiriyyah and Chishti traditions, to Badesha Quadri.

Badesha Quadri is entombed in Halkatta Shareef outside of Wadi in the Gulbarga District of Karnataka.[1] His work is continued there by his son and successor Mohammed Ibrahim Shah Qadri (Ibrahim Shah Khaderi )[2][3] There is an annual festival or urs for Badesha Quadri and thousands of his followers travel to Halkatta Shareef for it.[2][1][4][5] The urs marks the anniversary of the saint’s death. The term urs literally means wedding with the divine.